jis prathvi par hum rahte hai or hum usi ko sab kuch man baithe hai. agar hum isko apne solar system ke comparatively dekhe to hume malum padaga ki hum bahut hi nagyana si stithi mai raha rahe hai. hamari jo total spaca hai, prithvi ki vo yaha tak ki sor mandal ke respect mai bhi bahut kam ho jati hai. kyoki books mai jis tarah se dekhte hai vo books mai planet ko thoda bada karke dikhete hai. jisme ki aap poore 9 planets ko dekh sakhe. mai as a maths teacher , maine ek comparative study ki hai kyoki jo sabse smallest planet hai, hamare solar system mai, vo pluto hai.
MATHSkart.in is Online Tutorial Video For IIT-JEE Students For MATHEMATICS of MAINS & ADVANCED For CBSE & IIT-JEE.
#MATHSkart
#OurSolarSystem
0 Comments